शादी के काफी दिनों बाद एक रात पति-पत्नी में बहस हो रही थी। पति (पत्नी से) - अगर तुम्हें खाना बनाना आता तो मैं आया की छुट्टी कर देता। पत्नी, पति से - अगर तुम्हें प्यार करना आता तो मैं ड्राइवर की छुट्टी कर देती।
University exam mein WIFE per essay likhne ko kaha gya. 1 student ne sirf 1 hi sentence likha aur usey pure marks mile, She has a Problem for every Solution.
Patni: dekhoji, hamaare shantabai ki pati, usko
khush rakhne ke liye, har hafte movie pe le jaate hai. aap kyu nahi karte ho
aise?
Pati: arey, maine bhi shantabai ko movie ke liye bulaaya. lekin usne manaa
kardi. isme meri kya galti hai
Ek makeup sacheton lady ne mritu kaal par uski pati se daka.
Pati:bolo tumhara antim issa keya hai?
Patni:mere marne ke bad meri sundar tasbir akhbar pe chapne par mere age
math likhna.
Pati:kiun?
Patni:kiun ki log ye jan jayega ke meine budhi ho gaya tha.
pati: Ghar ka saara keemti samaan kahin chhupa
kar rakh do, padosi aa rahe hain.
patni: Kyonji ! kya Aapke dost chura lenge?
pati: are Nahin, who apna saaman pehchaan lenge.
Husband: agar operation mein mujhe kuch hua to tum us doctor se hi shaadi kar lena. Wife: aise kyu bol rahe ho? Husband: usse badla lene ka doosra tareeka nahi hai.