Santa: yaar betting mein maine 2000 gavaa diyaa :-( Banta: kaise? Santa: India pe 1000 rupaiye ka bet lagaaya tha aur India ne match haar gaya Banta: lekin 2000 kaise? Santa: aaj us match ka highlights daale. India pe ummeed rakh ke phir 1000 dala tha.